5 LOCKDOWN SKILLS....!
5 Things to do when bored at home...?
Aaj hum baat karenge kuch aisi skills ke baare me jo ap lockdown ke waqt seekh sakte ho jo apko future me kaam aye ..
Today we talk about 5 skills you learn in lockdown..!
Dosto is article me hum kuch aisi interesting aur useful cheezo ko dekhenge jo hum free time me kr sakte hain.abhi hum sab kaafi bore ho rahe hai kyuki hume ghar par rehne ko bola hai.To mene iss blog me koshish ki hai ki me apko kuch aisi cheez batau jo apka time kill na kare balki kal ko ya 1-2 saal bad apke kaam aye.aur mene koshish ki hai ki ye chize interesting bhi ho.aur ye 5 chiz hai:-
1)Learn how to make an mobile application using app inventor:-agar hame basics application banana aati hai to hum apne bhut se ideas ko reality me badal sakte hai.REAL WORLD me REAL SOLUTION de sakte h aur ek app. banana apne ap me hi ek unique experience hai.
2)Do investing courses:-agar kisi ko RD,FD aur PPF se ek kadam aage sochna h to hame index funds me invest karna aana chahiye.taaki hum future kaafi wealth create kr sake.
3)Reads books:-mera hamesha se ye argument rha h ki khud ki galti se mat sikho balki dusro ke experience ko padh lo.ye costly method ni hai ye ek cheap method hai.kuch paise khud me invest karke kuch interesting aur business se related books read karo .
for example:- The intelligent investor,security analysis, convert 2.0 and more.
4)Artificial intelligence:-hum me se kaafi aise great minds honge jo kuch real world ki problem ko solve karna chahte honge.unke liye mene ye option rakha h.bhut se ache tutorials hai.agar passion h to kuch bhi possible hai.
5)Movies:-agar hum us state of mind me nhi hai ki hum kuch useful kar sake to hame phele uss state of mind ko thik karna padega uske liye ek interesting way h ki us apne passion se related movies dekhe.
Thank you for visit..
use this skills to do something in lockdown..
Comments
Post a Comment
If you have any doubt.. please let me know